Monkey business

Sab pagal hain,aur mai sab se bara nahi hoon!

Ranaji

Posted by Alta on March 10, 2009

I loved it,what a crazy song!!  Lyrics follow

Hayee…
Ranaji mare gusse me aaye
aiso balkhaaye…
agiyaa barasaaye
gabraaye maaro chain] – 2

Jaise door des ke
Jaise door des ke tower me ghus jaaye re aeroplane – 2

Ranaji mare gusse me aaye
aiso balkhaaye
agiyaa barasaaye
gabraaye maaro chain

jaise door des ke tower me ghus jaaye re aeroplane – 2

Ranaji maare aise gurraye, aiso tharraye
bhar aaye maare nain
jaise sare aam bai…
jaise sare aam iraaq me jaake jam gaye uncle Sam – 2

Ranaji maare ….

Ranaji mari saas nanath ke tane…
Ranaji mare jeth sasur ki bane,
Haeee, Ranaji tappe bhoot pareth ki chaya
Ayee, Ranaji tappe ill bill tan ka saya
Hey….
Sajini ko dear bole, Tharre ko beer bole
Mange  hai english boli,  Mange hai english choli
mange hai english jaipur, english bikaner
Jaise bisleri ki..
Jaise bisleri ki bottle pike bangaye english man – 2

Ranaji maare…

Ranaji mare soutan ko ghar le aye – 2
Puche tho bole, friend hamari hai haiye.. – 2
Ranaji ne tanda chakku yu khola – 2
Bole ki haye tanda mane coco-cola
Ranaji bole auro ki basti mai hai shor rani
Hai hai hai hai..
auro ki basti mai hai shor rani
Hoi hoi hoi hoi
Auro ki basti mai hai shor rani
Kuyki yeh dil mange more rani
More rani, more rani, more rani..
Mari tho beech bazariya, hai badnami hogayi
Mare tho laal chunariya sharam se pani hogayi
Maro tho dhak dhak hove jo jo beethe raine

Jaise har ek baat pe…

Jaise har ek baat pe democracy me lagai lagao ban – 2
Jaise door desh ke tower mai ghus jaaye re aeroplane – 2
Jaise sare aam Iraq mai jake jam gaye uncle Sam – 2
Jaise bina baat afgaanistaan ka…
Jaise bina baat afgaanistaan ka bajgayo bhaiyya band – 2
Jaise door desh ke tower mai ghus jaaye re aeroplane
Ranaji mareee……

Advertisements

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out / Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out / Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out / Change )

Google+ photo

You are commenting using your Google+ account. Log Out / Change )

Connecting to %s

 
%d bloggers like this: